Maa baap hamesha achi salah aur seekh dete hain. Par bache yahi sochte hain ki unhe sab pata hai aur maa baap to puraane khayalaat ke hain ya phir unhe koi samajh nahi hai.
Zindagi mein maa baap ki kahi hui baatein do baar yaad aati hain – pehla, jab maa baap guzar jaatein hain aur doosra, jab unki di hui salah na maanne ka anjaam bhugatna padta hai.
--------
2:12
--------
2:12
S2 Ep22: EP 22 - MAA BAAP TO SAHI KEHTE
Maa baap hamesha achi salah aur seekh dete hain. Par bache yahi sochte hain ki unhe sab pata hai aur maa baap to puraane khayalaat ke hain ya phir unhe koi samajh nahi hai.
Zindagi mein maa baap ki kahi hui baatein do baar yaad aati hain – pehla, jab maa baap guzar jaatein hain aur doosra, jab unki di hui salah na maanne ka anjaam bhugatna padta hai.
--------
2:12
--------
2:12
S2 Ep21: EP 21 - KITNA BHI KARLO ZINDAGI MEIN
Poori umar nikal jaati hai yeh samajhne mein ki humaare karam aur marzi se upar hoti hai upar waale ki marzi. Aur hum chahe kitna bhi zor laga dein – agar kuch humaari kismat mein nahi hai to woh humme nahi milega – woh humse chuutega – phir chahe woh safalta ho, lakhshya ho, rishte hon ya pyaar ho.
--------
2:21
--------
2:21
S2 Ep20: EP 20 - DUNIYA KYA SOCHTI HAI
Aaj ke samaaj mein zyadatar log isi tanaav mein rehte hain ki duniya unke baare mein kya soch rahi hai. Haqeekat yeh hai ki aajkal kisi ko kisi se farak nahi padta. Sab apni zindagi ki daud mein vyast hain.
Aise mein humme kyun logon ki tipni, raay ya taanon se kuch farak padna chahiye?
--------
1:56
--------
1:56
S2 Ep19: EP 19 - AASMAAN SE BAATEIN
Duniya mein shayad hee aisa koi hoga jo agar raat ke sanaate mein akele beht kar aasmaan ko dekhe aur usse roz-marra ki zindagi ke upar khayal na aayein.
Kahan se aaye hum es dharti par? Kyun aaye? Kya maksad hai es zindagi ka? Aur sabe bada sawaal – kya hum es vishv mein akele hai ya phir kisi aur grah par bhi koi jeev apne aasmaan ko dekh kar aisi hee soch mein pada hai?
Born and raised in Delhi and now based in Singapore, Tanuj Khosla is an investment professional by the day and a writer by the night.He is a playwright, scriptwriter, lyricist and poet.
In 2019, Tanuj was awarded the National (and probably global) Record for 'Most Short Plays By A Playwright Performed Consecutively' by both Singapore Book of Records and India Book of Records. His plays have been performed to good audience response in Singapore, Toronto, New Delhi, Mumbai, Washington DC and Chicago.
Tanuj wrote 8 short films during the lockdown in Singapore in 2020, all of which were shot without any cast or crew leaving their house. Some of them streamed on OTT platforms like Disney+Hotstar and MX Players.
He writes lyrics in both Hindi and English. A song penned by him was backed by T-Series and released on their YouTube channel. In English, he writes in ‘Country Music’ genre and multiple of his songs have made it to the semi-finals of the prestigious UK Songwriting Contest.